Wednesday, 17 September 2014

SMS

Mausam hai barish ka or yaad tumhari aati hai,
Barish ke har qatre se awaz tumhari aati hai.
Badal jb garajte hai, dil ki dharkan badh jati hai,
Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.
Jb tez hawaye chalti hai to jaan hamari jati hai
Mausam hai barish ka or yaad tumhari aati hai

No comments:

Post a Comment